|
dosto.n se jhuuTHii
muuTHii duusro.n ka naam leke phir merii baate.n karna
|
|
yaara raat se din
karna
|
|
la.mbii judaa'ii
terii baRa mushkil hai
|
|
aah'o.n se dil bharna
|
|
yaara raat se din
karna
|
|
kab yeh puurii hogii
duur yeh duurii hogii...
|
|
roz safar karna
|
|
yaara raat se din
karna
|
|
chupke se chupke
se raat kii chaadar tale
|
|
chaa.nd kii bhii
aahaT na ho
|
|
baadal ke piichhe
chale.n
|
|
jale.n katara katara
|
|
gale katara katara
|
|
raat bhii na hii
le aadhii aadhii raat bhii na hii le aadhii aadhii yeh
|
|
chupke se lag jaa
gale raat kii chaadar tale
|
|
pharvarii kii sardiyo.n
kii dhuup me.n
|
|
muu.ndii muu.ndii
a.nkhiyo.n se dekhna
|
|
haath kii aaR se
|
|
niimi niimi THa.nDH
aur aag me.n
|
|
haule haule maarva
ke raag me.n miir kii yeh baat ho
|
|
din bhii na Duube
raat na aa'e shaam kabhii na DHale
|
|
shaam DHale to subaah
na aa'e raat hii raat jale
|
|
chupke se chupke
se raat kii chaadar tale
|
|
chaa.nd kii bhii
aahaT na ho
|
|
baadal ke piichhe
chale.n
|
|
dosto.n se jhuuTHii
muuTHii duusro.n ka naam leke phir merii baate.n karna
|
|
yaara raat se din
karna
|
|
la.mbii judaa'ii
terii baRa mushkil hai
|
|
aah'o.n se dil bharna
|
|
yaara raat se din
karna
|
|
kab yeh puurii hogii
duur yeh duurii hogii...
|
|
roz safar karna
|
|
yaara raat se din
karna
|
|
tujh bina pagalii
yeh purva'ii...
|
|
aake merii chunarii
me.n bhar ga'ii
|
|
tuu kabhii aise
hii gale me.n bhar jaise yeh purva'ii
|
|
aa gale lag jaise
yeh purvaiii
|
|
saathiya sun tuu
kal jo mujhko nii.nd na aa'ii paas bulaa le na
|
|
god me.n apnii sar
rakh le na
|
|
lorii sunaa de na
|
|
chupke se lag jaa
gale raat kii chaadar tale
|
|
chaa.nd kii bhii
aahaT na ho
|
|
baadal ke piichhe
chale.n
|
|
jale.n katara katara
|
|
gale katara katara
|
|
raat bhii na hii
le aadhii aadhii raat bhii na hii le aadhii aadhii yeh
|
|
chupke se lag jaa
gale raat kii chaadar tale
|
|
chaa.nd kii bhii
aahaT na ho
|
|
baadal ke piichhe
chale.n
|